Marking the 77th birthday of one of the biggest superstars of the Indian Film Industry, Amitabh Bachchan, we have put together the top hard-hitting dialogues from his ten top iconic movies.
10 evergreen dialogues of Amitabh Bachchan (films from the first two decades of his acting career):
#1 Zanjeer (1973) – “Jab Tak Baithne Ko Na Kaha Jaaye Sharafat Se Khade Raho … Yeh Police Station Hai … Tumhare Baap Ka Ghar Nahi”
#2 Sholay (1975) – “Tumhara Naam Kya Hain Basanti?”
#3 Deewar (1975) – “Main Aaj Bhi Phenke Hue Paise Nahin Uthata”
#4 Amar Akbar Anthony (1977) – Aaisa Toh Aadmi Life Mein Do-Heech Time Bhaagta Hai … Olympic Ka Race Ho Yah Police Ka Case Ho … Tum Kahe Mein Bhaagta Hai Bhai? And “Apun Bahut Famous Aadmi … Bada Bada Paper Mein Apun Ka Chota Chota Photo Chapta Hai”
#5 Don (1978) – “Don Ka Intezar Toh Gyarah Mulkon Ki Police Kar Rahi Hai. Lekin Soniya, Ek Baat Samajh Lo Don Ko Pakadna Mushkil Hi Nahi, Namumkin Hai”
#6 Naseeb (1981) – “Waqt Se Pehle Aur Naseeb Ke Baad Koi Cheez Agar Tere Pass Dene Ko Ho … Toh Mujhe De Dena”
#7 Coolie (1983) – “Tere Haath Mein Maut Ka Samaan Hai Toh … Mere Seene Pe Khuda Ka Naam Hai”
#8 Mard (1985) – “Mard Ko Dard Nahi Hota”
#9 Agneepath (1990) – “Vijay Deenanath Chauhan Poora Naam, Baap Ka Naam Deenanath Chauhan, Maa Ka Naam Suhasini Chauhan, Gaon Mandwa, Umar Chattis Saal Nau Mahina Aat Din Aur Ye Solwan Ghanta Chaalu Hai Hayee…
#10 Khuda Gawah (1992) – “Sar Zameen-E-Hindustan, As-Salaam Alaykum … Mera Naam Badshah Khan Hai … Ishq Mera Mazhab, Mohabbat Mera Imaan … Mohabbat, Jiske Liye Farhad Ne Pahadon Ka Seena Cheer Kar Dhood Ka Dariya Baha Diya … Mohabbat, Jiske Liye Majnu Ne Seharaon Ki Khaakh Chaani … Ussi Mohabbat Ke Liye Kabul Ka Yeh Pathan Sar Zameen-E-Hindustan Se Mohabbat Ka Khair Maangne Aaya Hai … Aazmayish Kadi Hai, Imtihan Mushkil, Lekin Hausla Buland … Jeet Hamesha Mohabbat Ka Hua Hai … Sadiyon Se Yehi Hota Aaya Hai, Yehi Hoga … Khuda Gawah Hai!”
Discussion about this post